toolbar creator Sunn Zara - Official Song(Lyrics) | JalRaj | Shivin Narang | Tejasswi Prakash | Anmol D | Indie Music Label

Sunn Zara - Official Song(Lyrics) | JalRaj | Shivin Narang | Tejasswi Prakash | Anmol D | Indie Music Label

 

Sunn Zara - Official Song(Lyrics):




Beautifull Lyrics


Sunn Zara Arziyan Main Mangta Hoon
 Mere Khuda Se Teri
 Sunn Zara Khwaab Meri Neend Mein Bhi
 Karte Hain Baatein Teri 

Sau Baar Khuda Se Maanga Hai
 Mannat Ka Tu Woh Dhaaga Hai 
Tu Pyaar Ke Badle Apni Yaadein De Gaya 

Main Gair Tha, Tere Liye Phir Mujhe
 Sapne Kyun De Gaya Main Gair Tha Tere Liye, 
Phir Mujhe Sapney Kyoon De Gaya.

 Haathon Ki Lakeerein Bikhri Huyi Hain
 Kismat Mein Jaane Kya Likha
 Kaash Tu Kahin Se Mil Jaye Mujhko
 Sajde Main Karta Sar Jhuka

 Main Yaad Mein Teri Har Lamha 
Arse Se Khuda Maine Rehta Hoon
 Tu Khaahishon Se Badhkar Jhoothe Vaade De Gaya 

Main Gair Tha Tere Liye Phir Mujhe 
Sapne Kyoon De Gaya

 Main Gair Tha Tere Liye, Phir Mujhe
 Sapne Kyoon De Gaya.
 

 Sun Zara Lyrics – JalRaj | Shivin Narang, Tejasswi Prakash



Post a Comment

0 Comments

Sumit Goswami - Jaane Meri | KHATRI | Deepesh Goyal | Haryanvi Song 2020